• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi

Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi

nusrat-mehdi

yahan hava ke siva raat bhar na tha koi

mujhe laga tha koi hai magar na tha koi

thi ek bhiid magar ham-safar na tha koi

safar ke vaqt judai ka dar na tha koi

vo raushni ki kiran aai aur chali bhi gai

khula hua miri basti ka dar na tha koi

bas ek baar vo bhula tha ghar ka darvaza

phir us ke jaisa yahan dar-ba-dar na tha koi

jhulas ke rah gae angan men dhuup se paude

ki saya-dar purana shajar na tha koi

ye aur baat raha be-niyaz mahfil men

yuun mere haal se vo be-khabar na tha koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Saba Ke Hath Mein Narmi Hai Un Ke Hathon Ki

poet

Apni Nazron Mein Haarna Kab Tak

Wahm Sabit Hue Sab KHwab Suhane Tere

Sufi

Kya Kya dhare Ajube Hain Shahr-e-Khayal Mein

abrar-ahmad

Aakhiri din Se Pahle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet