• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Sang-Dil Mera Rahbar Hai Kya Kiya Jae

Wo Sang-Dil Mera Rahbar Hai Kya Kiya Jae

vo sang-dil mira rahbar hai kya kiya jaa.e

aur us ke haath men ḳhanjar hai kya kiya jaa.e

mire buzurgon ke sar par huma ka saaya tha

ye aaj ghairon ke sar par hai kya kiya jaa.e

ye holi us ne jo kheli hai atish-o-ḳhun ki

safir-e-amn bhi shashdar hai kya kiya jaa.e

uḌengi dhajjiyan phir amn ki ki vo zalim

khaḌa hua sar-e-mimbar hai kya kiya jaa.e

ye taḳht-o-taj ye mahlon ka kal jo vaali tha

vatan men apne hi be-ghar hai kya kiya jaa.e

batao kaise jala.un main sham.a ulfat ki

ki tez bughz ki sarsar hai kya kiya jaa.e

‘zaki’ vo apni safa.i men ḳhvah kuchh bhi kahe

guman mera barabar hai kya kiya jaa.e

vo jis ne ḳhuun se sincha tha is chaman ko ‘zaki’

ḳhilaf us ke hi mahzar hai kya kiya jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hue Janab Mein Ab Tak Na Tere Hum Gustakh

ahmad-sagheer-siddiqui

Aasman-Zad Zaminon Pe Kahin Nachte Hain

Garche Dil Mein Hi Sada Jaan-E-Jahan Rahte Ho

poet

KHushnuma Pal Ki Giraftari Karen

aamir-suhail

Sar Ko Aawaz Se Wahshat Hi Sahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet