• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Kaha Maine Ki Tum Chahne Walon Mein Raho

Kab Kaha Maine Ki Tum Chahne Walon Mein Raho

akhtar-azad-1

kab kaha main ne ki tum chahne valon men raho

tum ghazal ho to ghazal ban ke ḳhayalon men raho

husn aisa hai tumhara ki nahin jis ka javab

is liye jan-e-vafa tum to savalon men raho

chhup gaya chand andhera hai bhari mahfil men

tum mire dil men utar jaao ujalon men raho

apni ḳhushbu ko fazaon men bikhar jaane do

phuul ban jaao mahakte hue balon men raho

aane jaane ki kahin tum ko zarurat kya hai

shahr-e-ḳhuban men raho mast ghazalon men raho

umr-bhar ke liye ho jaao kisi ke ‘aḳhtar’

ishq aisa karo duniya ki misalon men raho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Shua-E-Lab Hai Mauj-E-Nau-Bahaar-E-Naghma Hai

obaidullah-aleem

Tu Apni Aawaz Mein Gum Hai Main Apni Aawaz Mein Chup

Aa Gae Kya Charagh Aankhon Ke

abdul-ahad-saaz

Soch Kar Bhi Kya Jaana Jaan Kar Bhi Kya Paya

Sham-E-Ghurbat Jo Sar-E-Subh-E-Watan TuTti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet