• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Meri Bekasi Par Kash thoDa Mehrban Hota

Wo Meri Bekasi Par Kash thoDa Mehrban Hota

vo meri bekasi par kaash thoḌa mehrban hota

pareshan-hal ho kar main yaqinan shadman hota

yaqin kar ki main tujh se bhi ziyada chahta us ko

jo mere jaisa tera aur koi qadr-dan hota

khare khoTe ka andaza tujhe bhi kuchh to lag jaata

raqib-e-ru-siyah ka jo liya gar imtihan hota

na hota dasht-o-virana agar sahra-e-be-payan

gharib ashiq koi abad phir ja kar kahan hota

makan is daur men pocket edition bante hain ‘ḳhushtar’

koi dalan angan aur koi sa.eban hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chale Aao Agar dam Bhar Ko Tum To Ye Jata Rahe Fil-Faur Maraz

naz-butt

Suno Hamdam

zafar-iqbal

Aisa Wo Be-Shumar-O-Qatar Intizar Tha

Meri Chahat Pe Na Ilzam Lagao Logo

kishwar-naheed

Chidiya Aur Koyal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet