• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Barq Ka Ho Ki Maujon Ke Pech-O-Tab Ka Rang

Wo Barq Ka Ho Ki Maujon Ke Pech-O-Tab Ka Rang

poet

vo barq ka ho ki maujon ke pech-o-tab ka rang

juda hai sab se mire dil ke iztirab ka rang

shaguftagi mujhe zaḳhm-e-jigar ki yaad aa.i

chaman men dekh ke khilte hue gulab ka rang

kiya na tark agar tark-e-ashiqi ka ḳhayal

ḳharab aur bhi hoga dil-e-ḳharab ka rang

laga rahe hain vo nashtar se zaḳhm par marham

nigah-e-lutf-e-karam men bhi hai itaab ka rang

ye mai-kada to hai ḳhud inqalab ki duniya

yahan jamega na duniya ke inqalab ka rang

havadason se jamal-e-ruḳh-e-hayat hai yuun

qarib shaam ho jis tarah aftab ka rang

dil-e-tabah ka ‘fazil’ ḳhuda hi hafiz hai

ki ab hai aur hi kuchh dard-o-iztirab ka rang

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Kaun Hun Main Kya Hun Yahi Soch Raha Hun

poet

Kuchh Is Tarah Gham-E-Ulfat Ki Kaenat luTi

abrar-ahmad

Rah dushwar Bhi Hai Be-Sar-O-Samani Bhi

Ye Shab to Kya Sahar Ko Bhi Shayad Nahin Pata

Ab Mujhe Gulshan Se Kya Jab Zer-E-Dam Aa Hi Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet