• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Bahut Be-Qarar Hai Shayad

Wo Bahut Be-Qarar Hai Shayad

vo bahut be-qarar hai shayad

us ko bhi intizar hai shayad

nafraten sar se paanv tak dekhen

dil men thoḌa sa pyaar hai shayad

kar ke tai marhale udaas tha vo

jeb men us ki haar hai shayad

zindagi aḳhiri Thikane par

qabil-e-e’tibar hai shayad

gham bhi phal-phulta hai aa.e din

shajar-e-saya-dar hai shayad

mere rone pe koi baat na ki

aaj vo sogvar hai shayad

guftugu men na mujh se jiit saka

is liye sharmsar hai shayad

jis ko dekhun vo girta paḌta hai

har taraf intishar hai shayad

kaj-kulahi tumhari ‘iraj’ ji

ba.is-e-iftiḳhar hai shayad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Mein Jhanka to Bahut zaKHm Purane Nikle

Main Aise moD Par Apni Kahani chhoD Aaya Hun

poet

Jab Lagi Aanch to Shoale Se Sharare TuTe

Gardish-E-Mai Ka Is Par Na Hoga Asar Mast Aankhon Ka Jadu Jise Yaad Hai

Dil Ki Yaad-Dahani Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet