• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tartib-O-Tawazun Ka Na Todenge Bharam Hum

Tartib-O-Tawazun Ka Na Todenge Bharam Hum

abhinandan-pandey

tartiib-o-tavaazun kaa na to.de.nge bharam ham

ik roz saf-e-dahr se ho jaae.nge kam ham

jazbo.n ke sulagte hue Khaashaak me.n gum tum

Khvaahish kii laraztii huii aavaaz-e-aham ham

ai shaaKh-e-tamannaa tujhe tanhaa nahii.n karte

Khanjar tujhe pa.dte hai.n pa hote hai.n qalam ham

us ne to yuu.n hii puuchh liyaa thaa ki koii hai

mahfil me.n uthaa shor ba-yak-laKht ki ham ham

sahraa ke tab-o-taab kii baKhshish hai ki tuu hai

jhhatkaarte phirte hai.n in aa.nkho.n se jo nam ham

ik Khvaab machaltaa hai jo ban ban ke lahuu tuu

ik dard jo bharne nahii.n detaa hame.n dam ham

mausam bhii kuchh aisaa hai ki dhalne nahii.n detaa

kuchh tere taraf-daar bhii hai.n shaam-e-alam ham

zanjiir-e-giraa.n-baar hai shaaKh-e-rag-e-jaa.n ab

mushkil se chale.nge bhii to do chaar qadam ham

siine me.n dabii rakhte hai.n bhuulii huii ik shakl

palko.n pe uthaa rakhte hai.n baar-e-shab-e-Gam ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Dam Mein Dam Hai to Saqi Ki Justuju Hi Sahi

abdul-ahad-saaz

Bambai Ki Ek Purani Sham

poet

Jab Tera Aasra Nahin Milta

abroo-shah-mubarak

Mohabbat Sehr Hai Yaro Agar Hasil Ho Yak-Rui

DhunDte DhunDte KHud Ko Main Kahan Ja Nikla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet