• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Taron Se Aur Baat Mein Kamtar Nahin Hun Main

Taron Se Aur Baat Mein Kamtar Nahin Hun Main

taron se aur baat men kamtar nahin huun main

jugnu huun is liye bhi falak par nahin huun main

sadmon ki barishen mujhe kuchh to ghula.enge

putla huun ḳhaak ka koi patthar nahin huun main

dariya-e-gham men barf ke tuude ki shakl men

muddat se apne qad ke barabar nahin huun main

us ka ḳhayal us ki zaban us ke tazkire

us ke qafas se aaj bhi bahar nahin huun main

main tishnagi ke shahr pe TukḌa huun abr ka

koi gila nahin ki samundar nahin huun main

kyuun zahr zindagi ne pilaya mujhe ‘mayank’

vo bhi to janti thi ki shankar nahin huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Thakan Mere Qasd-E-Safar Se Zahir Hai

Sun Ke Har Samt Siskiyan Maine

poet

Hum Yar Ki Ghairon Pe Nazar Dekh Rahe Hain

poet

Ye Zulm Hai Ki Mere Shahar Ka Jo Qatil Hai

Sochte Aur Jagte Sanson Ka Ek Dariya Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet