• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham Banhon Mein Liye Raat Ki Rani Aai

Sham Banhon Mein Liye Raat Ki Rani Aai

kishwar-naheed

shaam banhon men liye raat ki raani aai

ai mohabbat tujhe dene ko salami aai

tishnagi itni ki dariya hai miri ankhon men

na-shanasa tire hone ki gavahi aai

jis se mansub hua mere khayalon ka safar

dhundne us ko mire saath hava bhi aai

mujh men maujud hai vo aur nahin hai zahir

us ki khvahish dar-o-divar banati aai

zakhm aisa tha tapakta tha lahu ankhon se

us ki khvahish dar-o-divar banati aai

zakhm aisa tha tapakta tha lahu ankhon se

dil bayan kar na saka aisi tabahi aai

pursish-e-hal kare kaun kise hai fursat

kab mire sahn men na-dida khudai aai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raushni Karne Aaya Tha Suraj

poet

Khuda Mere dil-E-Pur-Khun Ko dagh-dar Kare

Kaghzi Phul Khila Rakkhe Hain

KHud Hi Be-Asra Karte Hain

Wo Mere Gham Ka Mudawa Nahin Hone Deta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet