• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shahr-E-Be-Mehr Mein Milta Kahan dildar Koi

Shahr-E-Be-Mehr Mein Milta Kahan dildar Koi

sajida-zaidi

shahr-e-be-mehr men milta kahan dildar koi

kaash mil jaata hamen majma-e-aghyar koi

chiir de qalb-e-zamin tod de zanjir-e-zaman

chhed ab aisa fasana-e-dil-e-nadar koi

nala-e-dil se jigar hota hai chhalni yarab

sabr karti huun to chal jaati hai talvar koi

bujh gai rah-e-vafa duub gai subh-e-umid

le ke ab aaega kya vaada-e-didar koi

ek ek kar ke hui bazm-e-mohabbat khali

nazar aata nahin ab yaar vafadar koi

jaane kin jabr ki zanjiron men jakdi hai hayat

hain kahin chara-e-vahshat ke bhi asar koi

ye zabann-bandi-e-ehsas ye jabr halat

jurm hai khole agar dida-e-bedar koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bar Taraf Kar Ke Takalluf Ek Taraf Ho Jaiye

poet

Waiz Piye Hue Hun Khuda Ke Liye Na Chhed

Aawaz De Ke KHud Ko Bulana paDa Mujhe

Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein

poet

Barahnagi Ka Mudawa Koi Libas Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet