• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Mein Rasta Badalne Ke Fan Se Waqif Hai

Safar Mein Rasta Badalne Ke Fan Se Waqif Hai

rehana-roohi

safar men rasta badalne ke fan se vaqif hai

vo shakhs chehra badalne ke fan se vaqif hai

hui hai chashm-e-shanasa bhi ajnabi to khula

ki aankh rishta badalne ke fan se vaqif hai

hai aadhe shahr men barish to aadhe shahr men dhuup

hava ilaqa badalne ke fan se vaqif hai

suni-sunai pe ik-dam yaqin mat karna

ye khalq qissa badalne ke fan se vaqif hai

usi ke paas hukumat hai ab qabile ki

ki jo qabila badalne ke fan se vaqif hai

kisi ko pinjra badalne ka shauq hai ‘ruhi’

koi parinda badalne ke fan se vaqif hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-khayal

Falak Ke Rang Zamin Par Utarta Hua Main

Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya

aanis-moin

Jiwan Ko dukh dukh Ko Aag Aur Aag Ko Pani Kahte

poet

Raqibon Ka Mujhse Gila Ho Raha Hai

shah-naseer

Haram Ko Shaikh Mat Ja Hai But-E-dil-Khwah Surat Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet