Sab Lutf Hai KHak-E-Zindagi Ka sab lutf hai ḳhak-e-zindagi ka ho ḳhana ḳharab ashiqi ka har vaqt ki zid buri hai dekho kahna bhi kiya karo kisi ka yuun daad vo dete hain vafa ki ye kaam nahin hai aadmi ka dilkash na hon kyuun ‘nasim’ ke sher shagird hai ‘dagh’-dehlavi ka
Leave a Reply