• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ruh Ko Pahle KHaksar Kiya

Ruh Ko Pahle KHaksar Kiya

ruuh ko pahle ḳhaksar kiya

phir badan main ne taar taar kiya

dard ko shola-e-ḳhumar kiya

shisha-e-gham ko sharmsar kiya

ungliyan uThte uThte girne lagin

ham ne jab asman paar kiya

main nihatta tha kaise bach paata

aur pichhe se us ne vaar kiya

ra.egan ho rahi thi tanha.i

teri yadon ka karobar kiya

jab nazar men girah paḌi dekhi

shab ne ḳhvabon ko ab-dar kiya

dil ke sajde lahu-luhan hue

kin duaon ne beḌa paar kiya

log kitne bichhaḌ ga.e ‘sajid’

ḳhud ko ham ne bhi be-hisar kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aziz-bano-darab-wafa

Ruth Jaega To Mujhse Aur Kya Le Jaega

Zaban Se Dil Ka Fasana Ada Kiya Na Gaya

akhtar-hashmi

Hum Us Se Ishq Ka Izhaar Kar Ke dekhte Hain

Jab Muqaddar Hi Mein Hai Tanhai Se Yari Pagal

Aalam-E-Rozgar Ki Mari Hai Zindagi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet