• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ru-Ba-Ru Sab Hain Koi Gosh-Bar-Awaz Nahin

Ru-Ba-Ru Sab Hain Koi Gosh-Bar-Awaz Nahin

poet

ru-ba-ru sab hain koi gosh-bar-avaz nahin

ye vo anjam hai jis ka abhi aghaz nahin

arsa-e-hashr hai yarab ki hai bazm-e-giti

kisi avaz men shamil koi avaz nahin

vaqt mujh ko nazar-andaz nahin kar sakta

main abhi vaqt ke aage sipar-andaz nahin

dil-e-har-zarra ki dhaḌkan men samak ta-ba-sama

bazgasht us ki hai jis ki koi avaz nahin

kya yahi shahr-e-mohabbat hai jahan mere liye

va ik aghosh nahin ek bhi dar baaz nahin

saz-e-hasti ke pas-e-parda ba-andaz-e-kashish

koi ahang koi lai koi avaz nahin

ruuh masruf-e-pazira.i hai kis ki ‘at.har’

koi aahaT koi dastak koi avaz nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Arsh Ta-Farsh Sair Kar dekha

ajmal-ajmali

Raste Ke Pech-O-Kham Kya Shai Hain Socha Hi Nahin

poet

Bana Bana Ke Aks KHadd-O-Khaal Rakh Diye Gae

ahmad-nadeem-qasmi

Aqide

Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan baDi Jang Hoti Hai Der Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet