• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rang Baaten Karen Aur Baaton Se KHushbu Aae

Rang Baaten Karen Aur Baaton Se KHushbu Aae

rang baten karen aur baton se ḳhushbu aa.e

dard phulon ki tarah mahke agar tu aa.e

bhiig jaati hain is ummid pe ankhen har shaam

shayad is raat vo mahtab lab-e-ju aa.e

ham tiri yaad se katra ke guzar jaate magar

raah men phulon ke lab sayon ke gesu aa.e

vahi lab-tishnagi apni vahi targhib-e-sarab

dasht-e-ma.alum ki ham aḳhiri had chhu aa.e

maslahat-koshi-e-ahbab se dam ghuTta hai

kisi janib se koi na.ara-e-yahu aa.e

siine viran hue anjuman abad rahi

kitne gul-chehra ga.e kitne pari-ru aa.e

azma.ish ki ghaḌi se guzar aa.e to ‘ziya’

jashn-e-gham jaari hua ankhon men aansu aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mohabbat Ke Safar Mein Be-ruKHi Se choT Lagti Hai

Ganw Ki Aankh Se Basti Ki Nazar Se Dekha

poet

Aankhon Mein Mere Gham Ki Taswir Sanjo Loge

sauda-mohammad-rafi

Gar Kijiye Insaf To Ki Zor Wafa Main

Wafa Ka Shauq Ye Kis Intiha Mein Le Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet