• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye dida-E-Tar Faiz

Rakhte Hain Mere Ashk Se Ye dida-E-Tar Faiz

poet

rakhte hain mere ashk se ye dida-e-tar faiz

daman men liya apne hai dariya ne guhar faiz

pur-nur ajab kya hai kare mujh ko karam se

rakhti hai do aalam pe tiri ek nazar faiz

ik jaam pe bakhshe hai yahan rutba jism ko

kis ki nigah-e-mast se rakhta hai khumar faiz

mahrum nahin koi tire khvan-e-karam se

hai hasr khudai ka hi tujh pe magar faiz

‘chanda’ rahe partav se tire ya ali raushan

khurshid ko hai dar se tire sham-o-sahar faiz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bhartendu-harishchandra

dil Mera Tir-E-Sitam-Gar Ka Nishana Ho Gaya

poet

Baba Gandhi

Baat Ye Hai Ki Koi Baat Purani Bhi Nahin

De Gaya Dard-E-Be-Talab Koi

Phir Wo Nazar Hai Izn-E-Tamasha Liye Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet