• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pas Mein Rah Ke Nigahon Se Bachae Rakhna

Pas Mein Rah Ke Nigahon Se Bachae Rakhna

paas men rah ke nigahon se bacha.e rakhna

apne dukh-dard ko apnon se chhupa.e rakhna

ham guḌa-bhag ghaTa-joḌ nahin kar paate

apni aadat men hai rishton ko nibha.e rakhna

ḳhud ko ḳhud se hi chhupane ka tariqa hai ye

apni baton men sada ḳhud ko laga.e rakhna

pyaas jab haath uTha.e to na ḳhali jaa.e

badalo itni to ummid jaga.e rakhna

andhiyon se kabhi bujhti nahin ummid ki lau

yuun hi ehsas ke dipak ko jala.e rakhna

kuchh bhale log kahani ki tarah milte hain

dukh kisi ka bhi ho kandhe pe uTha.e rakhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chaak-E-Daman Na Raha Chaak-E-Gareban Na Raha

abu-mohammad-wasil-bahraichi

Tasawwuraat Mein Inko Bula Ke dekh Liya

mardan-ali-khan-rana

Kar Chuka Qaid Se Jis Waqt Ki Aazad Mujhe

Har sans Ko Mahkaiye Ab Der Na Kije

abbas-tabish

Pas-e-Ghubar Bhi Udta Ghubar Apna Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet