• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahla Patthar Yaad Hamesha Rahta Hai

Pahla Patthar Yaad Hamesha Rahta Hai

pahla patthar yaad hamesha rahta hai

dukh se dil abad hamesha rahta hai

paas rahen ya duur magar un a.ankhon men

mausam-e-abr-o-bad hamesha rahta hai

qaid ki ḳhvahish us ka dukh ban jaati hai

jo panchhi azad hamesha rahta hai

ek gul-e-be-mehr khilane ki ḳhatir

qarya-e-dil barbad hamesha rahta hai

is ke liye main kya kya svang rachata huun

vo phir bhi nashad hamesha rahta hai

paanv thamen to kaise ‘sabir’ apne saath

ek safar ijad hamesha rahta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abbas-rizvi

Sitare Chahte Hain Mahtab Mangte Hain

Is Dil Se Mere Ishq Ke Arman Ko Nikalo

Mustaqil Hath Milate Hue Thak Jata Hun

Jitni Taswiren Thin Meri

Tumhaare Lams Ko KHud Main Utar Sakta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet