• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nind Aankhon Se Udi Phul Se Khushbu Ki Tarah

Nind Aankhon Se Udi Phul Se Khushbu Ki Tarah

obaidullah-aleem

niind ankhon se udi phuul se khushbu ki tarah

ji bahal jaega shab se tire gesu ki tarah

dosto jashn manao ki bahar aai hai

phuul girte hain har ik shakh se aansu ki tarah

meri ashuftagi-e-shauq men ik husn bhi hai

tere aariz pe machalte hue gesu ki tarah

ab tire hijr men lazzat na tire vasl men lutf

in dinon ziist hai thahre hue aansu ki tarah

zindagi ki yahi qimat hai ki arzan ho jaao

naghma-e-dard liye mauja-e-khushbu ki tarah

kis ko maalum nahin kaun tha vo shakhs ‘alim’

jis ki khatir rahe avara ham aahu ki tarah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

rahat-indori

Masjidon Ke Sahn Tak Jaana Bahut dushwar Tha

Aaine Ka Sath Pyara Tha Kabhi

Kabhi Khwahish Na Hui Anjuman-Arai Ki

poet

Kisi Taraf Na Girah Ka Sira Dikhai De

poet

Ai Sajan Waqt-E-Jaan-Gudazi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet