• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nil-Gagan Par surKH Parindon Ki Daron Ke Sang

Nil-Gagan Par surKH Parindon Ki Daron Ke Sang

nil-gagan par surḳh parindon ki Daron ke sang

badli ban kar uḌti jaa.e meri shoḳh umang

komal kaliyon jaisa mera paak pavitra sarir

pavan ke chhune se uḌ jaata hai chehre ka rang

sapnon ki Daali par chamka ek sunahra paat

chaḌhta suraj dekh ke jis ka ruup hua hai dang

jalte bujhte phulon se utri ḳhushbu ki raakh

dho kar aag jo us ne dekha angaron ka rang

ta.ane de kar log lagate hain kyuun aag men aag

basti vaale kyuun karte hain bairagan ko tang

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aziz-bano-darab-wafa

Mera Bhi Har Ang Tha Bahra Us Ka Jism Bhi Gunga Tha

Manzil Pe Na Pahunche Use Rasta Nahin Kahte

Ek Kiran Bas Raushniyon Mein Sharik Nahin Hoti

ahmed-nisar

Maqam-e-Hijr Kahin Imtihan Se Khaali Hai

poet

Abr Ka Sar Pe Saeban Bhi to Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet