• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nashe Mein Sahwan Kar Li Tauba

Nashe Mein Sahwan Kar Li Tauba

poet

nashe men sahvan kar li tauba

aisi bholi ilahi tauba

haj men jab yaad aaiin vo ankhen

taq-e-haram par rakh di tauba

vaizon se rindon men aai

phirti hai bahki bahki tauba

qasmen kha kar phir se piina

munh ka nivala thahri tauba

daam men phansa mauja-e-mai ne

ik jhatke men tuuti tauba

bahr-e-gunah se paar utara

kashti-e-rahmat thahri tauba

pi ke ‘munir’ ab bada-e-kausar

mast hui hai meri tauba

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Tere Sath Wafa Karne Ki Tayyari Mein

Sharh-E-Jaan-Sozi-E-Gham-E-Arz-E-Wafa Kya Karte

Wo Wasl Ki Lazzat Mein Gum Hai Wo Soz-E-Judai Kya Jaane

Aae the Tere Shahr Mein Kitni Lagan Se Hum

poet

Ye Khub-Ru Na Chhuri Ne Katar Rakhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet