• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Naqsh Takmil Tak Pahunchta Hai

Naqsh Takmil Tak Pahunchta Hai

fauziya-rabab

naqsh takmil tak pahunchta hai

aks bas aap ka ubharta hai

ab mohabbat ki aur had kya ho

meri beti men tu ubharta hai

meri sanson men hai tiri khushbu

meri mehndi men tu hi rachta hai

duur ho kar bhi mujh se duur nahin

meri sanson men tu mahakta hai

ek basti jalai thi us ne

ab ke hakim hai kya vo karta hai

vo jo ilm-o-adab men baune hain

un ka sikka sukhan men chalta hai

dil ki mizrab par ‘rabab’ ab ke

dekhiye saaz kya nikalta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir Is Ke Baad Ka Koi Na Ho Guzar Mujh Mein

Mere Afkar Ne Jis Shai Se Jila Pai Hai

Jab Jab Bhi Humne Ham-Nashin Dil Ka Kaha Nahin Kiya

Aise Dekha Hai Ki Dekha Hi Na Ho

siraj-aurangabadi

Apna Jamal Mujh Kun dikhaya Rasul Aaj

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet