• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nala Karna Ki Aah Karna

Nala Karna Ki Aah Karna

naala karna ki aah karna

dil men ‘asar’ us ke raah karna

kuchh ḳhuub nahin ye teri baten

har-chand mujhe nibah karna

tera vo jaur ye mira sabr

insaf se Tuk nigah karna

kya lutf hai le ke dil mukarna

aur ulTe mujhe gavah karna

rahmat ke huzur be-gunahi

mat shaiḳh ko ru-siyah karna

ji ab ke bacha ḳhuda ḳhuda kar

phir aur buton ki chaah karna

kya kahiye ‘asar’ to aap Tuk dekh

yuun haal apna tabah karna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ras Aai Na Mujhe Anjuman-Arai Bhi

momin-khan-momin

Ghairon Pe Khul Na Jae Kahin Raaz dekhna

Maal-E-Shab Ba-Unwan-E-Sahar Kahna Hi paDta Hai

Kab Sar-E-Dosh-E-Hawa KHak Faqat Meri Hai

Zaban Pe Harf-E-Shikayat Are Maaz-Allah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet