• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na durweshon Ka Khirqa Chahiye Na Taj-E-Shahana

Na durweshon Ka Khirqa Chahiye Na Taj-E-Shahana

bahadur-shah-zafar

na durveshon ka khirqa chahiye na taj-e-shahana

mujhe to hosh de itna rahun main tujh pe divana

kitabon men dhara hai kya bahut likh likh ke dho dalin

hamare dil pe naqsh-e-kal-hajr hai tera farmana

ghanimat jaan jo dam guzre kaifiyat se gulshan men

diye ja saqi-e-paiman-shikan bhar bhar ke paimana

na dekha vo kahin jalva jo dekha khana-e-dil men

bahut masjid men sar maara bahut sa dhunda but-khana

kuchh aisa ho ki jis se manzil-e-maqsud ko pahunchun

tariq-e-parsai hove ya ho rah-e-rindana

ye saari amad-o-shud hai nafas ki amad-o-shud par

isi tak aana jaana hai na phir jaana na phir aana

‘zafar’ vo zahid-e-bedard ki hu-haq se behtar hai

kare gar rind dard-e-dil se ha-o-hu-e-mastana

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zahida-zaidi

Wo Harf-O-Saut-O-Sada

yasmeen-hameed

Ata-E-Abr Se Inkar Karna Chahiye Tha

gaDe Mardon Ne Akasr Zinda Logon Ki Qayaadat Ki

Tabiat Su-E-Asani Kabhi Mail Nahin Hoti

poet

Ye Jo Parda Hai Kisi Roz uThaya Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet