• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na baKHsha Gul Ko Bhi Dast-E-Qaza Ne

Na baKHsha Gul Ko Bhi Dast-E-Qaza Ne

na baḳhsha gul ko bhi dast-e-qaza ne

bahut minnat-samajat ki saba ne

safar men rahnuma.i ke bahane

lagaya barq ne mujh ko Thikane

salasil toḌna mushkil nahin tha

mujhe roka sada ahd-e-vafa ne

siva tere nahin kuchh didani hai

manazir hain sabhi sadiyon purane

tavazun rishton men rakkha hai qaa.em

jafa ne aap ki meri vafa ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Salik Hai to Apne Nafs Ka Irfan Paida Kar

Jaane Kyun Ghar Mein Mere Dasht-O-Bayaban chhoD Kar

Sab Sitam Yaad Hain Sari Hamdardiyan Yaad Hain

poet

Ghar Ki Diwaron Ko Humne Aur Uncha Kar Liya

poet

Aah Milte Hi Phir Judai Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet