• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhko Kabhi Bhi Un Se Shikayat Hui Nahin

Mujhko Kabhi Bhi Un Se Shikayat Hui Nahin

kavita-kiran

mujh ko kabhi bhi un se shikayat hui nahin

shayad isi liye to mohabbat hui nahin

ghairon se mehrbani ki ummid kya karen

ham par to aap ki bhi inayat hui nahin

vo log kuche kuche bhatakne lage hain aaj

jin ko khud apne ghar se bhi chahat hui nahin

ham hi to the jo vaqt pe hi kaam aa gae

achchha hua ki ham se adavat hui nahin

main ne kabhi kisi ka dukhaya nahin hai dil

mujh ko kabhi kisi se nadamat hui nahin

tufan-e-bad-o-baran men sab bah gaya ‘kiran’

barsat ab ki bais-e-rahmat hui nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hafiz Shirazi

Saqi Ba-Nur-e-Baada Bar Afroz Jam-e-Ma

Gham-E-Hijran Ki Mari DhunDhti Hai

poet

Yaad-E-Gesu-O-Qad-E-Yar Liye Phirte Hain

meer-hasan

Jald Husn-O-Jamal Jata Hai

Kaun Si Wo Shama Thi Jis Ka Main Parwana Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet