• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mubham Nigarshat Ko Fan Kah Diya Gaya

Mubham Nigarshat Ko Fan Kah Diya Gaya

poet

mub.ham nigarshat ko fan kah diya gaya

banjar zamin ko shahr-e-suḳhan kah diya gaya

hai ab bhi un ke naam se raushan bisat-e-sher

vo jin ko e’tibar-e-suḳhan kah diya gaya

kitne hi baghbanon ke chehre utar ga.e

bigḌa hua jo nazm-e-chaman kah diya gaya

ḳhashak ko kaha gaya nasrin-o-nastaran

kanTe uge to sarv saman kah diya gaya

ham ne bhi khurdure hi mazamin kiye talash

jab khurdura ghazal ka badan kah diya gaya

‘rahmat’ jahan ham aaj hain kal bhi vahin pe the

kahne ko yuun uruj-e-vatan kah diya gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

uThao Lauh-O-Qalam Hadse Tamam Likhun

Barham-Kun-E-Dil Yun Kabhi Barham Na Hua Tha

Suhulat Ho Aziyyat Ho Tumhaare Sath Rahna Hai

Wo Hai Aag Wo Pani Hai

suKHan Ke Chaak Mein Pinhan Tumhaari Chahat Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet