• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Arzani Se Mujhko Wo Nikalega Magar

Meri Arzani Se Mujhko Wo Nikalega Magar

meri arzani se mujh ko vo nikalega magar

apne uupar ek din qurban kar dega mujhe

munjamid kar dega mujh men aa ke vo saara lahu

dekhte hi dekhte be-jan kar dega mujhe

kitna mushkil ho gaya huun hijr men us ke so vo

mere paas aa.ega aur asan kar dega mujhe

rafta rafta saari tasviren damakti ja.engi

apne kamre ka vo atish-dan kar dega mujhe

ḳhvab men kya kuchh dikha la.ega vo a.ina-ru

niind khulte hi magar hairan kar dega mujhe

ek qatre ki tarah huun us ki ankhon men abhi

ab na Tapkunga to vo tufan kar dega mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Siyah Raat Nahin Leti Nam Dhalne Ka

Dam-E-Visal Ye Hasrat Rahi Rahi Na Rahi

Mujhse Anjaan to Nahin Ho Tum

palaT Kar Dekh Lena Jab Sada Dil Ki Sunai De

fahmida-riaz

Bakira

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet