• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Hisse Mein Azal Se Koi Ghar Tha Hi Nahin

Mere Hisse Mein Azal Se Koi Ghar Tha Hi Nahin

mere hisse men azal se koi ghar tha hi nahin

mujh se pahle koi ashufta-safar tha hi nahin

main tiri yaad ke saa.e men basar karta raha

is ḳharabe men koi aur shajar tha hi nahin

koi dam koi ghaḌi ro diya karte the miyan

teri furqat men qarine ka hunar tha hi nahin

ek darvaza jahan nuur bichha rahta tha

ek angan ki jahan koi bashar tha hi nahin

ek tasvir-e-tasavvur ki faravani thi

ik taḳhayyul ki zamane se idhar tha hi nahin

is qadar dard ki bharta hi na tha aah ye dil

is qadar ḳhauf ki phir koi bhi Dar tha hi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

dil Mein Utregi To Puchhegi Junun Kitna Hai

faiz-ahmad-faiz

Aaj Shab Koi Nahin Hai

poet

Main Chahun Bhi to Zabt-E-Guftugu Main La Nahin Sakta

Sochne Ka Bhi Nahin Waqt Mayassar Mujhko

Jis Ne Banaya Har Aaina Main Hi Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet