• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Masti Azal Ki Shahpar-E-Jibril Ho Gai

Masti Azal Ki Shahpar-E-Jibril Ho Gai

masti azal ki shahpar-e-jibril ho ga.i

meri bayaz partav-e-injil ho ga.i

dil ka gudaz aah ki tasir dekh kar

patthar ki zaat kaanp ke tahlil ho ga.i

har lafz kankari ki tarah ghair par gira

apni dua falak pe ababil ho ga.i

fir.aun-e-be-karam jo hua ma.il-e-sitam

naddi mire lahu ki vahin niil ho ga.i

jaana tha zud-tar mujhe maidan-e-hashr men

ya shaghl-e-hadsat men hi Dhiil ho ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Biphri Lahren Raat Andheri Aur Bala Ki Aandhi Hai

Is Chand Se Chehre Ko Dikha Kyun Nahin Dete

Kaisi Kaisi Thin Unhi Galiyon Mein Zeba Suraten

Ye Sach Hai Baham Uski Mohabbat Bhi Nahin Thi

Zindagi Ke Tilism paDh Raha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet