• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Wo Dariya Hun chaDha Ho Jo Utarne Ke Liye

Main Wo Dariya Hun chaDha Ho Jo Utarne Ke Liye

main vo dariya huun chaḌha ho jo utarne ke liye

ji raha huun main yahan ham-zad marne ke liye

cha.e-ḳhane ki nashiston par jaridon ke varaq

peḌ se patte jhaḌe uḌne bikharne ke liye

ek main madd-e-muqabil vus.at-e-afaq men

aur saari taqaten gumrah karne ke liye

hafiza viran hone ke liye abad tha

naam kuchh honTon pe aa.e the bisarne ke liye

kar-ḳhanon ko chale amboh-dar-amboh log

janvar nikle charagahon men charne ke liye

raushni men ḳhauf ka ehsas tak hota nahin

kar diya hai off Teble-lamp Darne ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Mera To We Re

Ye Hai Kaun Si Hikayat Ye Hai Kaun Sa Tarana

poet

Uski Chashm-E-Karam Thi Hayat-Afrin KHushk Patton Pe Jaise Nikhaar Aa Gaya

afzal-ahmad-syed

Koi Na Harf-e-Nawed-O-Khabar Kaha Usne

Mere Tasawwuraat Hain Tahriren Ishq Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet