• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mah-Rukhan Ki Jo Mehrbani Hai

Mah-Rukhan Ki Jo Mehrbani Hai

poet

mah-rukhan ki jo mehrbani hai

ye madad mujh pe asmani hai

rashk siin us ke saaf chehre ke

chashm par aaine ki paani hai

daam men bul-havas ke aaya naiin

kyuun ki ye baaz ashyani hai

charb hai shama par jamal us ka

shama ki raushni zabani hai

us ke rukhsar dekh jiita huun

aarzi meri zindagani hai

sirf surat ka band naiin ‘naji’

ashiq-e-sahab-e-maani hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rahat Kahan Nasib Thi Jo Ab Kahin Nahin

Kya Mera iKHtiyar Zaman-O-Makan Par

Na Ku-E-Yar Mein Thahra Na Anjuman Mein Raha

Paikar-E-Sang-O-Ahang Jaisa Tanha khaDa Hun Waise To

Kal Raat Mere Sath Ajab Hadisa Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet