• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Laga Ki Jaise Kisi Kanpte Hiran Ko Chhua

Laga Ki Jaise Kisi Kanpte Hiran Ko Chhua

laga ki jaise kisi kanpte hiran ko chhua

hamare hathon ne jab phuul se badan ko chhua

tamam jism men asudgi si phail ga.i

tire dahan ne kabhi jab mire dahan ko chhua

simaT ke aa ga.i kaghaz pe surat-e-ash.ar

hamari fikr ne jab bhi kisi ghuTan ko chhua

ka.i maqam pe donon mile zarur magar

kishan ne radha ko radha ne kab kishan ko chhua

lipaT ke pahuncha main jab nekiyon ki ḳhushbu men

lahad ki miTTi ne Darte hue kafan ko chhua

kabhi na ho saki iz.har-e-ishq ki jur.at

ye aur baat ka.i suraton ne man ko chhua

ham apni jaan bhi kar denge ‘faiz’ us pe nisar

agar kisi ne kabhi azmat-e-vatan ko chhua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHak-Zadon Se Hawale Nahin Manga Karte

Shiddat-E-Dard Mein Ehsas Ka Kirdar Miyan

Dil Na Diwana Ho Ye Usko Gawara Bhi Nahin

Aashiyane Ki Jab Bhi Yaad Aai

Lakh Gham Sine Se lipTe Rahe Nagan Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet