• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Laga Ke Naqb Kisi Rose Mar Sakte Hain

Laga Ke Naqb Kisi Rose Mar Sakte Hain

poet

laga ke naqb kisi rose maar sakte hain

purane dost naya ruup dhaar sakte hain

ham apne lafzon men surat-gari ke mahir hain

kisi bhi zehn men manzar utaar sakte hain

ba-zid na ho ki tiri pairvi zaruri hai

ham apne aap ko behtar sudhar sakte hain

vo ek lamha ki jis men mile the ham donon

us ek lamhe men sadiyan guzar sakte hain

hamari aankh men jaadu bhara samundar hai

ham us ka aks nazar se nithar sakte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Apne Ishq Ki Babat Kuchh Ehtimal Mein Hain

Ai Meri Jaan Tujhe Aur Badalna Hoga

poet

Kaun Kahta Hai Ki Aa Kar Dekh Lo

Wo Jis Ka Rang Salona Hai Baadalon Ki Tarah

afeef-siraj

Shab dhali Meri Aur Sahar Na Hui

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet