• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kyun Na Le Gulshan Se Baj Us Arghawan-Sima Ka Rang

Kyun Na Le Gulshan Se Baj Us Arghawan-Sima Ka Rang

poet

kyuun na le gulshan se baaj us arghavan-sima ka rang

gul se hai ḳhush-rang-tar us ke hina.i pa ka rang

jun-hi munh par se uTha di baagh men aa kar naqab

uḌ gaya rang-e-chaman dekh us ruḳh-e-zeba ka rang

sar pe dastar-e-basanti bar men jaama qurmuzi

khub gaya dil men hamare us gul-e-ra.ana ka rang

aaj saaqi dekh tu kya hai ajab rangin hua

surḳh mai kaali ghaTa aur sabz hai miina ka rang

de tu is abr-e-siyah men jaam jaldi se mujhe

dil bhara aata hai mera dekh kar sahba ka rang

jis taraf dekhun huun ab ‘bedar’ tere ashk se

ho raha hai surḳh yaksar daman-e-sahra ka rang

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Karna Hai Jo Kaam Kar Raha Hun

Ye Jo Hasil Hamein Har Shai Ki Farawani Hai

mushafi-ghulam-hamdani

Chashm Ne Ki Gauhar-Afshani Sarih

Dekhte Hi Dekhte Khone Se Pahle Dekhte

Mere Badan Mein Chhupi Aag Ko Hawa Dega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet