• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh din To Malal Us Ka Haq Tha

Kuchh din To Malal Us Ka Haq Tha

kishwar-naheed

kuchh din to malal us ka haq tha

bichhda to khayal us ka haq tha

vo raat bhi din si taaza rakhta

shabnam ka jamal us ka haq tha

vo tarz-e-bayan men chandni tha

taron se visal us ka haq tha

tha us ka khiram mauj-e-dariya

lahron ka jalal us ka haq tha

barish ka badan tha us ka hansna

ghunche ka khisal us ka haq tha

rakhta tha sambhal shisha-e-jan

tajsim-e-kamal us ka haq tha

badal ki misal us ki khu thi

tabir-e-hilal us ka haq tha

ujla tha chambeliyon ke jaisa

yusuf sa jamal us ka haq tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

Apna Khaka Lagta Hun

Us Sitamgar Ki Mehrbani Se

ahmad-faraz

Pahli Aawaz

Dil Mein Phir Wasl Ke Arman Chale Aate Hain

ambareen-haseeb-ambar

Kahani Jo Adhuri Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet