• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ke Dast-E-Talab Ko Pukarta Hun Main

Kisi Ke Dast-E-Talab Ko Pukarta Hun Main

kisi ke dast-e-talab ko pukarta huun main

uThao haath mujhe maang lo dua huun main

mire azal aur abad men nahin hai fasl koi

abhi shurua abhi ḳhatm ho gaya huun main

basi hai mujh men yugon se ajiib virani

badan se ruuh talak be-karan ḳhala huun main

na koi aag hai mujh men na raushni na dhuan

kisi ke ḳhvab men jalta hua diya huun main

nazar ke vaste apna nazara kaafi hai

ḳhud apna aks huun ḳhud apna a.ina huun main

bhaTak raha huun main be-ant shah-rahon par

tumhare shahr men bilkul naya naya huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tumhaari Bazm Mein Mahrum-E-Jam Hum Bhi The

poet

Us Par to Kabhi Dil Ka Koi Zor Nahin Tha

ahmad-mahfuz

Ye Jo dhuan dhuan Sa Hai dasht-e-Guman Ke Aas-Pas

poet

Chaar-Su Shahr Mein Maqtal Ka Saman Hai Ab Ke

nida-fazli

Jaane Walon Se Rabta Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet