• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHizan Ki Rut Hai Janam-Din Hai Aur Dhuan Aur Phul

KHizan Ki Rut Hai Janam-Din Hai Aur Dhuan Aur Phul

ḳhizan ki rut hai janam-din hai aur dhuan aur phuul

hava bikher ga.i mom-battiyan aur phuul

vo log aaj ḳhud ik dastan ka hissa hain

jinhen aziiz the qisse kahaniyan aur phuul

ye sab tire mire iz.har ki alamat hain

shafaq ke rang men sho.ala, lahu, zaban aur phuul

yaqin kar ki yahi hai bujhe dilon ka ilaaj

tiri vafa tiri chahat tira guman aur phuul

‘zafar’ main surat-e-ḳhushbu qayam karta huun

so ek se mujhe lagte hain sab makan aur phuul

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sip Mutthi Mein Hai Aafaq Bhi Ho Sakta Hai

Aankhon Mein Aaj Aansu Phir DabDaba Rahe Hain

abroo-shah-mubarak

Hai Haman Ka Sham Koi Le Ja

faiz-ahmad-faiz

Ab Jo Koi Puchhe Bhi To Us Se Kya Sharh-E-Haalat Karen

poet

Gardish-E-Dasht-E-Tamanna Se Mila Kuchh Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet