• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHak the Kahkashan Ke the Hi Nahin

KHak the Kahkashan Ke the Hi Nahin

ḳhaak the kahkashan ke the hi nahin

ham kisi asman ke the hi nahin

us ne aisa kiya nazar-andaz

jaise ham dastan ke the hi nahin

tum ne jo bhi saval ham se kiye

vo saval imtihan ke the hi nahin

chhoḌ kar jo chale ga.e us ko

haan vo hindostan ke the hi nahin

itni jaldi jo bhar ga.e hain zaḳhm

jism ke the ye jaan ke the hi nahin

sher dil men utar nahin paa.e

kyunki dil ki zaban ke the hi nahin

mas.ala tha to bas ana ka tha

fasle darmiyan ke the hi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qadam Qadam Aasman Bhi Misl-E-Zamin Hai Mujhko

poet

Hum to Hon Dil Se Dur Rahen Pas Aur Log

Hamesha Tamanna-O-Hasrat Ka jhagDa Hamesha Wafa-O-Mohabbat Ka hullaD

Ye Kya Tahrir Pagal Likh Raha Hai

Dard Mera Jo Sirf Mera Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet