• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khabar Liyaya Hai Hudhud Mere Tain Us Yar-E-Jaani Ka

Khabar Liyaya Hai Hudhud Mere Tain Us Yar-E-Jaani Ka

quli-qutub-shah

khabar liyaya hai hudhud mere taiin us yar-e-jani ka

khushi ka vaqt hai zahir karun raz-e-nihani ka

mire jiiv aarsi men khyal tuj mukh ka so dista hai

kare uu khayal munj dil men nishani zar-fishani ka

chita ho ishq ke jangal men baitha hai dari le kar

liya hai jhanp suun aahu naman dil munj ayani ka

khuda ka shukr hai tuj saltanat the kaam paaya huun

dannadi dushman ke mukh par piyuta mai arghuvani ka

chhabile mast saaqi ke pichhen daude sau makhmuran

pilao mai hava ab to hua hai gul-fishani ka

hamen hain ishq ke pannath men dono aalam the be-parva

lagya hai daagh munj dil par us hindostani ka

pade dumbal men mere so us nainan ke dumbale

khudaya ishq mushkil hai bharam rakh tuun maani ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-mehdi-majrooh

Ek Se Rabt Ek Se Hai Bigad

Main Sharmsar Hun Apne Zamir Ke Aage

Bila-Jawaz Nahin Hai Falak Se Jang Meri

Na Koi Mamnua Dana Khana Na KHauf Dil Mein Utarna Tha

Rishte Bane Hue Hain Sabhi Ke Sabhi Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet