• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khaar Ko Phul Kaho Dasht Ko Gulzar Kaho

Khaar Ko Phul Kaho Dasht Ko Gulzar Kaho

ḳhaar ko phuul kaho dasht ko gulzar kaho

aur is jabr ko azadi-e-afkar kaho

jin ke hathon men alam aur na kamar men shamshir

vo bhi kahte hain hamen qafila-salar kaho

main to ik shoḳh ke daman se karunga ta.abir

tum use shauq se but-ḳhane ki divar kaho

zulf bahke to use bad-e-baharan samjho

chand nikle to use sho.ala-e-ruḳhsar kaho

kaj-kulahon ke liye sang-e-malamat bhi hain phuul

sar pe aa.en to inhen zinat-e-dastar kaho

mere sheron men dhaḌakta hai dil-e-mustaqbil

mujh ko chaho to na.e daur ka fankar kaho

main ne Dhaa.e hain rivayat ke bosida mahal

tum mujhe shauq se ‘ghalib’ ka taraf-dar kaho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Hota Dard to Wapas Sanwar Bhi Sakta Tha

Bachcha Bana Hua Hai Baghawat Ke Baad Bhi

abrar-ahmad

Hum Ki Ek Bhes Liye Phirte Hain

Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun

poet

Mere Andar Ka Ghurur Andar Guzarta Rah Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet