• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / kaT Kar Jo Rah Ka buDha Shajar Le Jaega

kaT Kar Jo Rah Ka buDha Shajar Le Jaega

poet

kaaT kar jo raah ka buḌha shajar le ja.ega

saath apne dhuup ka lamba safar le ja.ega

ek sahra be yaqini ka hai ta-hadd-e-nazar

qafila-salar dekhen ab kidhar le ja.ega

apne apne hi gharon ki fikr gar karte rahe

dekhna tufan ye saara nagar le ja.ega

be-gharon ki fikr karne ki zarurat hi nahin

ek din koi farishta un ko ghar le ja.ega

kauḌiyon ke mol bik ja.ega ḳhud us ka vajud

koi jab bazar men apna hunar le ja.ega

jis ke dil men koi ḳhvahish koi arman hi nahin

saath apne be-baha zad-e-safar le ja.ega

ye khulega mujh pe aḳhir meri manzil hai kahan

jab junun ‘tasir’ mujh ko dar-ba-dar le ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahra Hi Ghanimat Hai, Jo Ghar Jaoge Logo

zehra-nigaah

Ek Tilismi Khel

Aah-E-Be-Asar Nikli Nala Na-Rasa Nikla

Samundar Se Gham-O-Ghussa Ke Tughyani Nahin Jati

Aaine Ka Sath Pyara Tha Kabhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet