• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahan haTta Hai Nigahon Se haTae Hae

Kahan haTta Hai Nigahon Se haTae Hae

kahan haTta hai nigahon se haTa.e haa.e

vahi manzar ki jise dekh na paa.e haa.e

kya pata saari tamanna.en dhuan ho ga.i hon

kuchh nikalta hi nahin dil se siva.e haa.e

yaad aati hui ik shakl pe allah allah

dil men uThti hui har Tiis pe haa.e haa.e

us gali ja ke bhi sajda na tumhen yaad raha

sirf nazren hi jhuka.e chale aa.e haa.e

saari mushkil hi nihan hai miri asani men

kaun ye ḳhasta si divar gira.e haa.e

roz ik taaza chilam bhar ke mujhe de farhad

aur phir qais mire paanv daba.e haa.e

dil ke bekar dhaḌakne pe kahan ḳhush the miyan

ham to phule na sama.e ba-sada-e-ha.e

jab vo jaa.e to mujhe kuchh bhi na bhaa.e ‘javvad’

aur jab aa.e to kuchh aa.e na jaa.e haa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Umr-E-Sad-Bala Jo Apne Hi Sar Gai Hai

Sine Ki Aag Aatish-E-Mahshar Ho Jis Tarah

poet

Shama Ki Lau Se Khelte Dekhe Hain Maine Parwane Do

ada-jafarey

Haal Khulta Nahin Jabinon Se

Logon Ke Sabhi Falsafe jhuTla to Gae Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet