• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Khandan Kabhi Giryan Kabhi Raqsa Chaliye

Kabhi Khandan Kabhi Giryan Kabhi Raqsa Chaliye

ali-sardar-jafri

kabhi khandan kabhi giryan kabhi raqsa chaliye

duur tak saath tire umr-e-gurezan chaliye

rasm-e-derina-e-alam ko badalne ke liye

rasm-e-derina-e-alam se gurezan chaliye

asmanon se barasta hai andhera kaisa

apni palkon pe liye jashn-e-charaghan chaliye

shola-e-jan ko hava deti hai khud bad-e-sumum

shola-e-jan ki tarah chak-gareban chaliye

aql ke nuur se dil kijiye apna raushan

dil ki rahon se su-e-manzil-e-insan chaliye

gham nai subh ke taare ka bahut hai lekin

le ke ab parcham-e-khurshid-e-darakhshan chaliye

sar-ba-kaf chalne ki aadat men na farq aa jaae

kucha-e-dar men sar-mast-o-ghazal-khvan chaliye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye Kah Ke Rakhna daliye Un Ke Hijab Mein

Tanab-E-Zat Kisi Hath Mein Jami Hui Hai

poet

Ye Basti Pyar Ki Neamat Se Khaali Hoti Jati Hai

Sufi

Kamal-e-Husn Ka Jis Se Tumhein Khazana Mila

rahat-indori

Baithe Baithe Koi Khayal Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet