• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Tum bhaTke Kyun Tum bhaTke Kis Kis Ko Samjhaoge

Kab Tum bhaTke Kyun Tum bhaTke Kis Kis Ko Samjhaoge

kab tum bhaTke kyuun tum bhaTke kis kis ko samjhaoge

itni duur to aa pahunche ho aur kahan tak jaoge

is chalis baras men tum ne kitne dost bana.e hain

ab jo umr bachi hai us men kitne dost banaoge

bachpan ke sab sangi sathi aḳhir kyuun tumhen chhoḌ ga.e

koi yaar naya puchhe to is ko kya batlaoge

jo bhi tum ne shohrat paa.i jo bhi tum badnam hue

kya yahi tarka apne pyare bachchon ko de jaoge

ab is josh-e-ḳhud-agahi men aage ki kya sochi hai

sher kahoge ishq karoge kya kya Dhong rachaoge

‘a.ali’ kis ko fursat hogi ek tumhi ko rone ki

jaise sab yaad aa jaate hain tum bhi yaad aa jaoge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aabla Hai Ki Ghaw Jo Bhi Hai

Mujhe Ab Naya Ek Badan Chahiye

poet

Raigani Hi Raigani Thi

Meri Duniya Sang-O-Ahan Unki Duniya Chand-Sitare

nasir-kazmi

dard Kam Hone Laga Aao Ki Kuchh Raat Kate

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet