• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaam Hain Aur Zaruri Kai Karne Ke Liye

Kaam Hain Aur Zaruri Kai Karne Ke Liye

kaam hain aur zaruri ka.i karne ke liye

kaun baiTha hai tire ishq men marne ke liye

raat guzre hue ḳhvabon ki rida oḌhe thi

subah-e-tabir ke chilman pe bikharne ke liye

istada the sitare tiri dahliz ke saath

chand be-chain tha angan men utarne ke liye

dast-e-fan-kar ki fankari ka aalam ye ho

naqsh be-chain ho patthar pe ubharne ke liye

koi manzil to mile abla-pa.i ke tufail

koi surat to bane chehra sanvarne ke liye

is hujum-e-kas-o-na-kas ko bhi jaana hai kahin

rasta dijiye is ko bhi guzarne ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shab-E-Visal Tulua Aaftab Kaise Hua

Har Dam ruThe Rahte Ho

khumar-barabankavi

Pi Pi Ke Jagmagae Zamane Guzar Gae

Zindagi Ek Saza Lage Hai Mujhe

poet

Husn Jab Maqtal Ki Jaanib Tegh-E-Burran Le Chala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet