• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Bhi Jine Ke Silsile Kiye The

Jo Bhi Jine Ke Silsile Kiye The

jo bhi jiine ke silsile kiye the

ham ne bas aap ke liye kiye the

tab kahin ja ke apni marzi ki

pahle apnon se mashvare kiye the

kabhi us ki nigah mayassar thi

kaise kaise mushahide kiye the

aql kuchh aur kar ke baiTh rahi

ishq ne aur faisle kiye the

baat ham ne suni hui suni thi

kaam us ne kiye hue kiye the

use bhi ek ḳhat likha gaya tha

apne aage bhi aa.ine kiye the

yahan kuchh bhi nahin hai mere liye

tu ne kya kya mubalghe kiye the

avval aane ka shauq tha lekin

kaam saare hi dusre kiye the

baḌi mushkil thi vo ghaḌi ‘javvad’

ham ne kab aise faisle kiye the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Katra Ke Gulsitan Se Jo Su-E-Qafas Chale

Apni KHabar Nahin Hai Ba-Juz Is Qadar Mujhe

Na Tahriri Shawahid Na Zabani

poet

Raste Mein Kisi Manzil Pe Bhi Aaram Na Lun

sannaTa Chha Gaya Hai Shab-E-Gham Ki Chap Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet