• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Ab Jawan Hai Wo Azm-E-Jawan Rahe Na Rahe

Jo Ab Jawan Hai Wo Azm-E-Jawan Rahe Na Rahe

jo ab javan hai vo azm-e-javan rahe na rahe

bahar aa.e na aa.e ḳhizan rahe na rahe

pata nahin ki samundar men bad-e-tufan bhi

safina ho ke na ho badban rahe na rahe

qadam qadam pe ugi ranjishon ke aalam men

javar-e-yar dar-e-dostan rahe na rahe

ghar apna bhar lo abhi ḳhair hai ujalon se

jab andhiyan hon diya zau-fishan rahe na rahe

ham inqalab ka baa.is jise samajhte hain

vo garm ḳhuun ragon men ravan rahe na rahe

nafas nafas hai sharabor jis ki nik.hat se

vo gul khilen na khilen gulsitan rahe na rahe

bhaTak rahe hain nishanon se tiir ab us ke

kaḌi abhi bhi vo dekho kaman rahe na rahe

abhi ubhar lo alfaz jo dabe hon ‘nihal’

dahan ke saath hamesha zaban rahe na rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Qasid Nahin Ye Waqt Sawal-O-Jawab Ka

abbas-rizvi

Har Taraf Shor-e-Fughan Hai Koi Sunta Hi Nahin

Nazakat Hai Na KHushbu Aur Na Koi Dilkashi Hi Hai

ain-tabish

Kaise Afsun The Wahan Kaise Fasane The Udhar

Mila Kisi Se Na Achchha Laga suKHan Is Bar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet