• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jis Pe Teri Shamshir Nahin Hai

Jis Pe Teri Shamshir Nahin Hai

jis pe tiri shamshir nahin hai

us ki koi tauqir nahin hai

us ne ye kah kar pher diya ḳhat

ḳhuun se kyuun tahrir nahin hai

zaḳhm-e-jigar men jhank ke dekho

kya ye tumhara tiir nahin hai

zaḳhm lage hain khulne gulchin

ye to tiri jagir nahin hai

shahr men yaum-e-aman hai vaa.iz

aaj tiri taqrir nahin hai

uudi ghaTa to vapas ho ja

aaj koi tadbir nahin hai

shahr mohabbat ka yuun ujḌa

duur talak tamir nahin hai

itni haya kyuun a.ine se

ye to miri tasvir nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Is Tarah Se Nazar Se Guzar Gaya Koi

Dil Ne Khulne Ki Rah Le Li Hai

azra-naqvi

dastan-E-Zindagi Likhte Magar Rahne diya

kaifi-azmi

Main dhundta Hun Jise Wo Jahan Nahin Milta

wali-mohammad-wali

Khub-Ru Khub Kaam Karte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet