• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jalwa Be-Maya Sa Tha Chashm-O-Nazar Se Pahle

Jalwa Be-Maya Sa Tha Chashm-O-Nazar Se Pahle

jalva be-maya sa tha chashm-o-nazar se pahle

ziist ik hadsa thi qalb-o-jigar se pahle

husn ke soz-e-numa.ish ka hai in.am-e-hayat

vaqt bhi vaqt na tha shams-o-qamar se pahle

vahi utri dil-e-betab ki tashkil ke ba.ad

ishq ta.amir hua ilm-o-hunar se pahle

ain firdaus men jal uTTha tha aadam ka shabab

aag barsi thi yahin dida-e-tar se pahle

phir kahin dil ke siva un ko amaan hi na mili

but nikale ga.e allah ke ghar se pahle

zindagi mazra.a-e-taklif-o-sukun hai ‘afzal’

shaam ugti hai yahan nur-e-sahar se pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kya baiTh Jaen Aan Ke Nazdik Aap Ke

Yagana Ban Ke Ho Jae Wo Begana to Kya Hoga

majrooh-sultanpuri

dushman Ki dosti Hai Ab Ahl-E-Watan Ke Sath

poet

Jab Ba-Faizan-E-Junun Parcham-E-Zar Khulte Hain

poet

Rawan dawan Nahin Yan Ashk Chashm-E-Tar Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet